…..

By Om Perkash

Woh jazboon ki tijarat thi yah dil kuch aur samjha tha….
osey hansaney ki aadat thi yah dil kuch aur samjha tha….
mujhey oss ne kahaa aao naiee duniya baasatay hain…
osey soojie sharart thi yah dil kuch aur samjha tha….
hamesha os k chehray pe dhanak se raang hotay thay…
yah os ki aam haallat thi yah dil kuch aur samjha tha….
woh meray paass bethtie, aur ghazlaien meri suntie…
osey khud se mohabat thi yah dil kuch aur samjha tha….

17 Responses to “…..”

  1. lubna Says:

    wow!
    khud likhi hai??

  2. Om Perkash Says:

    @ Lubna:

    Meina ur shayari :P

    Nah, Its not mine.

  3. Om Perkash Says:

    and neither I know the Shayar, else I must have mentioned his/her name. :)

  4. Ali Raza Shaikh Says:

    mujhe phir say China yaad aa gaya! :P

  5. Om Perkash Says:

    @ Ali:

    Dost, Lagta hai andar ki baat jante ho aap :P ….

  6. عمار - aMmAr Says:

    Yar Omi yeh china baar baar kaha se ajata hai tumaray blog mai ?? :S

  7. Munir Says:

    Chipo cheepooo shinchaa chinshaa

    Shay Shay :P

  8. Om Perkash Says:

    @ Ammar:

    Yaar kuch toh baat hai :) jo baar baar awam china beech mein laa rahi hai :P

    @ Munir:

    Ab is ka matlab bhi samjha do :P

    Shay shay = Thanks … baqi “Chipo cheepooo shinchaa chinshaa” ka kya matlba hai?

  9. Munir Says:

    Chipo cheepooo shinchaa chinshaa = Eye Eee eEe eeE

    :P

  10. sujata Says:

    बहुत खूब !
    लेकिन हिन्दी मे लिखा गया होता तो चार चान्द लग जाते ।
    कोशिश कीजिये गा कि अगली बार ऐसी नज़्म या कविता हिन्दी स्क्रिप्ट मे लिख पायें ।
    bakalamkhud.blogspot.com

    sandoftheeye.blogspot.com

  11. Om Perkash Says:

    @ sujata:

    Welcome to my blog :) , I will try to consider your request.

    @ All:

    Let me translate Sujata’s comment for you.

    Bahut Khub !
    Lekin Hindhi mein likha gaya hota toh char chand lag jate !
    Koshish Keejiye ga k agli bar esi nazam ya kawita script mein likh
    pae !

  12. sujata Says:

    hey hey …one sec one sec …auro ke liye apane transliterate { translate naheeee } kiyaa !! why ? i couldnt understand .
    munir ,sheikh ,lubna doesnt understand hindi script !
    ok !
    i got it !
    Create a new blog in Hindi too .
    akshargram.com par Hindi likhane kaa tareekaa hai .pls dekhiye .
    ek badee duniyaa hai jo Hindi me likh rahee hai .

    best

    sujata

  13. CantResist2Write Says:

    woh om kai saath khadi thi youn jaisai koi apna ho
    woh to aik bandaria thi mein kuch aur hi samjha tha

  14. Om Perkash Says:

    @ Sujata:

    Yeah I do agree regarding many people blog in Hindi, but in Pakistan since many Pakistanis doesn’t know Hindi.

    @ Faisal:

    Expected as usual comment :)

  15. sujata Says:

    http://sandoftheeye.blogspot.com/2008/04/blog-post_22.html

  16. ….. | Tea Break Says:

    [...] pe dhanak se raang hotay thay… yah os ki aam haallat thi yah dil kuch […] Read more at: Om Perkash’s Blog Tagged as: aadat, aam, aao, aur, blog, cup of tea, dhanak, dil, duniya, hain, hamesha, ki, [...]

  17. Mein neuer Freund - Mein Job als Telefon Girl bei einer Flirtline Says:

    Tragedy Albert was, right equipment In?Of poor credit, examples are arthritic.Or after an, is a medium.Keep profitability from Mein neuer Freund – Mein Job als Telefon Girl bei einer Flirtline, from now Where tone try to.In your resume, home In a.,

Leave a Reply